Saawariya Lyrics

SAAWARIYA LYRICS – Aastha Gill X Kumar Sanu

 

The Saawariya Lyrics by Aastha Gill is the Latest Hindi Song. Aastha Gill and Kumar Sanu have sung this Latest Hindi Song, while Dilwala has written the Saawariya Song Lyrics, to the music of Aditya Dev and Hiten, and the music video is directed by Adil Shaikh.

Song Info:-

Featuring Aastha Gill & Arjun Bijalni
Singer Aastha Gill & Kumar Sanu
Written By Dilwala
Composer Aditya Dev & Hiten

Saawariya Lyrics

Dekh Ke Tujhko
Dil Bole Haaye Haaye
Tere Bina Haal Mera
Bura Hota Jaaye Jaaye

Thodi Sharaarati Main
Tu Bhi Thoda Shy Shy
Tere Liye Baakiyon Ko
Kiya Maine Bye

Aisa Kaisa Pyaar Kar Liya
Ho…

Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya

Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya

Tujhpe Aake Naina Mere
Jaam Ho Gaye

Haan Tujhpe Aake Naina Mere
Jaam Ho Gaye
Samajh Mein Naa Aaye Aise
Kaam Ho Gaye
Naam Bahut Tha Tere
Sar Ki Kasam
Saiyan Pade Jo Tere Pyaar Mein
Badnaam Ho Gaye

Haye, Reh Liya Duniyan Se
Bada Darr Darr Ke
Dekhun Main Bhi Zaraa
Hadd Se Guzar Ke

Sab Kuch Tere Naam Kar Diya
Ho…

Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya

Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya

Dhadke Dil Yeh Jab Ude Tera Aanchal
Jaadu Kare Teri Aankhon Ka Kaajal
Dekh Ke Tujhko Hua Jaun Paagal
Naa Jaane Kab Barsega Yeh Baadal

Kuch To Hua Mujhe
Aankh Jab Tujhse Mili
Teri Deewangi Bhi
Sar Pe Mere Chadhi

Main Bhi Hoon Zidd Pe Adaa
Tu Bhi Hai Zidd Pe Adii
Kisi Ne Bhi Na Badhayi
Baat Yeh Khud Se Badhi

Yeh Ishq Sareaam Kar Liya

Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya

Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya

Saawariya Saawariya…

Who sang this “SAAWARIYA” song?

The song “SAAWARIYA” was sung by “Aastha Gill & Kumar Sanu”.

Who Wrote the “SAAWARIYA” song?

“Dilwala” wrote the lyrics for “SAAWARIYA” song.

Who composed the song “SAAWARIYA Lyrics” song?

“Aditya Dev & Hiten” composed the music for the song “SAAWARIYA Lyrics”.

When was the song “SAAWARIYA Lyrics” released?

“SAAWARIYA Lyrics” was released on ”14 Dec 2021”.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *